My Salah Words Workbook (Urdu)
₨699.00
10 in stock (can be backordered)
Description
My Salah Words Workbook – Bachon ke liye Step-by-Step Salah Guide (Urdu)
Yeh workbook bachon ko Salah ko asan, samajh ke saath aur qadam ba qadam sikhane ke liye tayar ki gayi hai.
Salah ko 14 asaan hisson mein taqseem kiya gaya hai taake bachay har step ko araam se seekh saken.
Andar kya hai:
• Salah ke 14 wazeh marahil
• Har lafz ka Urdu tarjuma
• Timeline jisse poori Salah ka flow samajh aaye
• Practice exercises
• Likhnay aur yaad karne ki activities
• Revision pages
Is tarah bachay sirf ratta nahi lagatay — samajh kar parhtay hain.
Behtareen hai:
• Ghar par taleem
• Homeschool
• Ramadan ki tayari
• Buniyadi Salah seekhne walon ke liye
Faiday:
✔ Salah ka sahi tareeqa samajh aata hai
✔ Lafzon ka matlab yaad rehta hai
✔ Khud aitmaad barhta hai
✔ Dil se ibadat ka shoq paida hota hai
Salah ko asaan aur meaningful banaiye.
















Reviews
There are no reviews yet.